نہ جانے کون سی حدوں تک ہے میری چاہت کا یہ سلسلہ
بس اتنا جان لو ، میں وابستہ بس تم سے تمہی تک ہوں
Saturday, 7 January 2012
Friday, 6 January 2012
Sakoot-e-Lab Meri Baat Se Ziada Hai
Sakoot-e-Lab meri baat se ziada hai
Tera Firaaq teri mulaqat se ziada hai
Yeh ik shikast jo humko hoi Mohabbat mein
Zamane bhar ki Fatoohat se ziada hai
Umeed Tere aanay ki aaj kam hai magar
Mere dil ka Dard b kal raat se ziada hai
Mein Tum se Mohabbat to ker betha hon Mohsin
Magar yeh silsila meri Aokat se ziada hai...
Tera Firaaq teri mulaqat se ziada hai
Yeh ik shikast jo humko hoi Mohabbat mein
Zamane bhar ki Fatoohat se ziada hai
Umeed Tere aanay ki aaj kam hai magar
Mere dil ka Dard b kal raat se ziada hai
Mein Tum se Mohabbat to ker betha hon Mohsin
Magar yeh silsila meri Aokat se ziada hai...
روح تک کو رُلا گیا
وہ جسے سمجھتے تھے زندگی، میری دھڑکنوں کا فریب تھا
مجھے مسکرانا سکھا کے وہ میری روح تک کو رُلا گیا
مجھے مسکرانا سکھا کے وہ میری روح تک کو رُلا گیا
Thursday, 5 January 2012
خوشبو کا سفر دیکھے گا
اب کے رت بدلی تو خوشبو کا سفر دیکھے گا کون
زخم پھولوں کی طرح مہکیں گے پر دیکھے گا کون
دیکھنا سب رقص بسمل میں مگن ہو جائیں گے
جس طرف سے تیر آئے گا ادھر دیکھے گا کون
زخم جتنے بھی تھے سب منسوب قاتل سے ہوئے
تیرے ہاتھوں کے نشاں اے چارہ گر دیکھے گا کون
وہ ہوس ہو یا وفا ہو بات محرومی کی ہے
لوگ تو پھل پھول دیکھیں گے شجر دیکھے گا کون
ہم چراغ شب ہی جب ٹھہرے تو پھر کیا سوچنا
رات تھی کس کا مقدر اور سحر دیکھے گا کون
ہر کوئی اپنی ہوا میں مست پھرتا ہے فراز
شہر نا پرساں میں تیری چشم تر دیکھے گا کون
Tarmeem Mat Karna
Mohabbat ke kahani main koe tarmeem mat karna..
Mujhay tor dana par mujhay taqseem mat karna..
Bohat hongey hamaray baad dawa-e-mohabbat karney walay..
Yaad-e- wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna..
Agar lafzon main aaye nazar chehra ''Mara''
Chupkay say choom lana toheen mat karna..
Mujhay tor dana par mujhay taqseem mat karna..
Bohat hongey hamaray baad dawa-e-mohabbat karney walay..
Yaad-e- wafa rakhna kisi ko tasleem mat karna..
Agar lafzon main aaye nazar chehra ''Mara''
Chupkay say choom lana toheen mat karna..
Wednesday, 4 January 2012
Tuesday, 3 January 2012
Ajib Tarz-E-Mulaqat Ab K Bar Rahi
Ajib tarz-e-mulaqat ab k bar rahi
tumhin the badle hue ya meri nigahen thin
tumhari nazron se lagta tha jaise meri bajaye
tumhare ghar main koi aur shakhs aya hai
tumhare ohad ki denen tumhen mubarak
so tum ne mera swagat usi tarah se kiya
jo afsaran-e-hukumat k aitaqad main hai
takallufan mere nazdik a k baith gaye
phir ehtamam se mausam ka zikr cher diya
kuch us k bad siyasat ki bat bhi nikli
adab par bhi koi do char tabsare faramaye
magar na tum ne hamesha ki tarah ye pucha
kya waqt kaisa guzarta hai tera jan-e-hayat
pahar din ki aziyat main kitni shiddat hai
ujar rat ki tanhai kya qayamat hai
shabon ki sust rawi ka tujhe bhi shikwa hai
gam-e-firaq k qisse nishat-e-wasl ka zikr
rawayatan hi sahi koi bat to karte
Monday, 2 January 2012
***Lekin Rehney Do***
Saarey waadon ko bhula saktI hun,
lekin rehne do..!
Main tumhein chor k ja saktI hun,
lekin rehne do..!
Tum jo har morr pe keh daitey ho
... khuda hafiz,
faisla mein bhi suna sakti hun,
lekin rehne do..!
Tum ne jo baat ki dil ko dukhaney
wali,
us per main muskura b saktI hun,
lekin rehne do..!
Sharam aaye gi tumhein
warna tumharey waaday,
main tumhein yaad dila saktI hun,
lekin rehne do....!!!
Sunday, 1 January 2012
***Guraizan Na Howa Kar***
Guraizan Na Howa Kar
Ujray Howay Logon Say Guraizan Na Howa Kar
Halaat Ki Qabron Kay Katbay Bhi Parha Kar
Kia Janiye Kiun Taiz Hawa Soch Main Gum Hai
Khawabeeda Parindon Ko Darakhton Say Ura Kar
Us Sakhs Kay Tum Say Bhi Marasim Hain To Hon Gay
Woh Jhoot Na Bolay Ga Mairay Samnay Aa Kar
Ab Dastakain Day Ga Tu Kahan Kay Gham-E-Ahbaab
Main Nay To Kaha Tha Kay Mairay Dil Main Raha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tujhay Barbaad Na Kar Day
Tanhai Kay Lamhon Main Kabhi Ro Bhi Liya Kar
Woh Aaj Bhi Sadiyon Ki Musafat Pay Khara Hai
Dhonda Tha Jisay Waqt Ki Dewaar Gira Kar
Ay Dil Tujhay Dushman Ki Pehchan Kahan Hai
Tu Halqa-E-Yaaran Main Bhi Muhtaat Raha Kar
Main Mar Bhi Chuka, Mil Bhi Chuka Moj-E-Hawa Main
Ab Rait Kay Seenay Pay Maira Naam Likha Kar
Pehla Sa Kahan Ab Mairi Raftaar Ka Alam
Ay Gardish-E-Doran Zara Tham Kay Chala Kar
Ik Rooh Ki Faryaad Nay Chonka Diya Mujhay
Tu Ab To Mujhhay Jism Kay Zindan Say Riha Kar
Iss Shabb Kay Muqaddar Main Sehar Hi Nahi Mohsin
Daikha Hai Kai Baar Charaghon Ko Bujha Kar
Ujray Howay Logon Say Guraizan Na Howa Kar
Halaat Ki Qabron Kay Katbay Bhi Parha Kar
Kia Janiye Kiun Taiz Hawa Soch Main Gum Hai
Khawabeeda Parindon Ko Darakhton Say Ura Kar
Us Sakhs Kay Tum Say Bhi Marasim Hain To Hon Gay
Woh Jhoot Na Bolay Ga Mairay Samnay Aa Kar
Ab Dastakain Day Ga Tu Kahan Kay Gham-E-Ahbaab
Main Nay To Kaha Tha Kay Mairay Dil Main Raha Kar
Har Waqt Ka Hansna Tujhay Barbaad Na Kar Day
Tanhai Kay Lamhon Main Kabhi Ro Bhi Liya Kar
Woh Aaj Bhi Sadiyon Ki Musafat Pay Khara Hai
Dhonda Tha Jisay Waqt Ki Dewaar Gira Kar
Ay Dil Tujhay Dushman Ki Pehchan Kahan Hai
Tu Halqa-E-Yaaran Main Bhi Muhtaat Raha Kar
Main Mar Bhi Chuka, Mil Bhi Chuka Moj-E-Hawa Main
Ab Rait Kay Seenay Pay Maira Naam Likha Kar
Pehla Sa Kahan Ab Mairi Raftaar Ka Alam
Ay Gardish-E-Doran Zara Tham Kay Chala Kar
Ik Rooh Ki Faryaad Nay Chonka Diya Mujhay
Tu Ab To Mujhhay Jism Kay Zindan Say Riha Kar
Iss Shabb Kay Muqaddar Main Sehar Hi Nahi Mohsin
Daikha Hai Kai Baar Charaghon Ko Bujha Kar
Subscribe to:
Posts (Atom)
Search This Blog
Facebook Likes
Categories
poetry
(9)
muhabbat
(8)
dil
(7)
Dunya
(6)
Zindagi
(5)
dill
(5)
yaad
(5)
raat
(4)
sad
(4)
tamasha
(4)
Dard
(3)
Khuwab
(3)
Mirza Ghalib
(3)
aankh
(3)
barish
(3)
dukh
(3)
khamoshi
(3)
mohabbat
(3)
sad poetry
(3)
safar
(3)
shehr
(3)
zakham
(3)
A beautiful ghazal
(2)
Ankh
(2)
Chaman
(2)
Dhoop
(2)
Hijr
(2)
Qateel
(2)
Umeed
(2)
aadmi
(2)
aalam
(2)
aarzo
(2)
ankhen
(2)
dua
(2)
faiz ahmed faiz
(2)
ijazat
(2)
ishq
(2)
judai
(2)
justujo
(2)
lachari
(2)
mausam
(2)
mohsin naqvi
(2)
nafrat
(2)
parveen shakir
(2)
qareeb
(2)
rait
(2)
rishta
(2)
takmeel
(2)
tanhai
(2)
toot
(2)
usool
(2)
wafa
(2)
wehshat
(2)
zindgi
(2)
جون ایلییا
(2)
زندگی
(2)
محبت
(2)
Aably
(1)
Aaina Kyu Na Doon
(1)
Aansoun
(1)
Aokat
(1)
Azaabun
(1)
Badal
(1)
Bashir Badr
(1)
Bazm- e- yaraan
(1)
Beenai
(1)
Bhook
(1)
Chamak
(1)
Dil hai ainaa-e-hairat
(1)
Duniya
(1)
Fursat-E-Gunah
(1)
Ghalat Fehmi
(1)
Grdish_e_Shab_o_Roz
(1)
Haqiqat
(1)
Hawa-e-Mausam- e-Gham
(1)
Kabhee Aabad Karta Tha
(1)
KatarNaak
(1)
Khaaif
(1)
Khizaan
(1)
Majburiyon
(1)
Malamat
(1)
Maqaam
(1)
Maslehat-Shanaas
(1)
Mehman
(1)
Mirza Dagh Dehlvi
(1)
Mohsin
(1)
Mounh
(1)
Nishtar
(1)
Parwarash-E-Loh-O-Qalam
(1)
Poetry har ek baat
(1)
Qurbaniyan
(1)
Saghar Siddiqui
(1)
Sakoot-e-Lab
(1)
Shab
(1)
Shehzaade
(1)
Suhany
(1)
Tareef
(1)
TasaLli
(1)
Tehlil
(1)
Tehreer
(1)
Tere hijar ki sham....poetry
(1)
Udaasi
(1)
Un k ek jan-nisar ham bhi hain
(1)
Urdu
(1)
Us Se Keh Dena
(1)
Zameer
(1)
aag
(1)
aaina
(1)
aakhri saans
(1)
aandhi
(1)
aarzi
(1)
aatish
(1)
achanak
(1)
afsar-e- shaanasa
(1)
aina
(1)
ajnabi
(1)
aks
(1)
alam-e-madhoshi
(1)
alfaz
(1)
allama iqbal
(1)
anjaam
(1)
ankhain
(1)
arz-e-niyaaz-e-ishq
(1)
ashk
(1)
ashna
(1)
ass
(1)
atif saeed
(1)
auraq- e- pareshan
(1)
aut
(1)
awaramizaj
(1)
awsome poetry
(1)
baad-e-naubahaar
(1)
badhisab
(1)
bahadur shah zafar
(1)
baraf
(1)
barbad
(1)
bargashta-e- yazdan hadd-e-nazar shole
(1)
basar
(1)
bayaan
(1)
bazam
(1)
be-sakhta
(1)
bedaad-e-ishq
(1)
beemar
(1)
been krti
(1)
befaiz
(1)
bekaran
(1)
beqarari
(1)
besaakhiyan
(1)
bewafa
(1)
bezaar
(1)
bharam
(1)
bhol
(1)
bhool
(1)
bichargaya
(1)
bulandi
(1)
buzdil
(1)
chaand
(1)
chadar
(1)
chandni
(1)
charhavaa
(1)
chashm
(1)
chashma
(1)
chehra
(1)
chiraagh
(1)
chot
(1)
chup
(1)
daaG-e-hasarat-e-hastii
(1)
daal
(1)
danita
(1)
dard afsoos
(1)
dard-e-fitrat
(1)
dasht- e-shab- e-tanahai
(1)
dastan
(1)
deedagaryan
(1)
dehleez
(1)
dewana
(1)
dewarun
(1)
dhakhs
(1)
dharkan
(1)
dhuwan
(1)
dil-e-nakarda
(1)
dilchasp
(1)
dilnawazi
(1)
dost
(1)
dosti
(1)
dushwaar
(1)
dustoor
(1)
ehtamam
(1)
ehtimam
(1)
elaj
(1)
faisla
(1)
faqat
(1)
faqirun
(1)
faraib
(1)
fasaney
(1)
fasila
(1)
faslay qurb ki pehchan hua kartay hain
(1)
fasly
(1)
fikar
(1)
fraib
(1)
fursat
(1)
gahr
(1)
gham
(1)
ghar
(1)
gharez
(1)
gharoon
(1)
ghuman
(1)
gir
(1)
gurezan
(1)
had-e- lachari
(1)
hansi dekhawe
(1)
hansi kitabon chehre
(1)
haq
(1)
haqeqat
(1)
harf-e-dua
(1)
hasrat
(1)
hathon
(1)
hathun
(1)
havaa-e-kisht-e-vafaa
(1)
hawaon
(1)
hazal
(1)
herat brokrn poetry
(1)
hisaab
(1)
hisab
(1)
ho tum ke
(1)
hont
(1)
hukomten
(1)
humsafr
(1)
hunar
(1)
ibrat
(1)
imkaan
(1)
insan
(1)
iqrarm
(1)
ishq nyc poetry
(1)
israr
(1)
jaoun ailia
(1)
jazba-e-muhabbat
(1)
jazbon
(1)
jeena
(1)
jhoot
(1)
jighar
(1)
jism
(1)
jurat-e-sawal
(1)
kagaz
(1)
kamal
(1)
khala
(1)
khani
(1)
kharabii
(1)
khoona
(1)
khuda yad nahi
(1)
khueab
(1)
khum-o-saaghar
(1)
khushbo
(1)
khuwabon
(1)
khuwahish
(1)
khvaab
(1)
kirchi kirchi
(1)
kitaab
(1)
kitayun
(1)
la-jawab
(1)
la-parwa
(1)
labada
(1)
lafz
(1)
laghzish
(1)
laho
(1)
laho laho
(1)
lamhy
(1)
log
(1)
lot ao
(1)
love
(1)
maa-ho-saal
(1)
maharat
(1)
mahman
(1)
mahsoos
(1)
majburi
(1)
makeen
(1)
maktal
(1)
malamt
(1)
manzar
(1)
maseeha
(1)
masiha
(1)
mayoos
(1)
mazgan
(1)
mehbob-e-nazr
(1)
meri
(1)
misaal
(1)
mitti
(1)
mojaza
(1)
mosam
(1)
mozoon
(1)
muhababt
(1)
mukam'mal
(1)
mukamal
(1)
mumkin
(1)
muqaam
(1)
muqabil
(1)
musawair
(1)
naaz
(1)
nabz
(1)
nakam
(1)
nam o nishan
(1)
name
(1)
naseeb
(1)
nasha-e- ishq
(1)
nazar
(1)
neend
(1)
nend
(1)
nigah-e-shoq
(1)
nisbat
(1)
noshi gilani
(1)
noshi gilani poetry
(1)
paglon
(1)
pana
(1)
pani
(1)
parbat
(1)
parwardigaar
(1)
pathar
(1)
pather
(1)
pe kehte
(1)
pehar
(1)
pehron
(1)
pighlti
(1)
poetry nice
(1)
qafle
(1)
qaid
(1)
qasam
(1)
qateel shafai poetry
(1)
qatra
(1)
qayamat
(1)
qehati
(1)
qurban
(1)
raastay
(1)
rafaqat
(1)
rafoo
(1)
rag-e-jan
(1)
rahaten
(1)
rahon
(1)
rasta
(1)
rastay
(1)
rastun
(1)
rawaan
(1)
riwaayat
(1)
roshan
(1)
rukhsat
(1)
rut
(1)
sabab
(1)
sad poetr
(1)
safar junoon
(1)
sagar
(1)
sahare
(1)
sahilon
(1)
sajda
(1)
samandar
(1)
sangalakh
(1)
sehan-e-chaman
(1)
sehar
(1)
sehra
(1)
shaam
(1)
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil
(1)
shab o roz
(1)
shagofe
(1)
shagufe
(1)
shaheedon
(1)
shahr -e- gham
(1)
shakhs
(1)
sham-o-sehar
(1)
sharaboor
(1)
sharafat
(1)
sher
(1)
shiddar-e-ishq
(1)
shoq
(1)
shor
(1)
shurat
(1)
siski
(1)
sislsile
(1)
so do ziyan
(1)
soch
(1)
socha
(1)
soney
(1)
sookhy phool
(1)
soorat
(1)
soraj
(1)
subha
(1)
sukoon
(1)
sultaaniyan
(1)
surat-e-maftun
(1)
ta'ajub
(1)
tabeer
(1)
taiz rawi
(1)
tajurba
(1)
takalum
(1)
talash
(1)
talkhi
(1)
talkhi-e-ayyaam
(1)
talkhiyanmuhabbat 2 linepoetry
(1)
tamanna kiyay baghair
(1)
tang
(1)
taqat -e-guftar
(1)
tarmeem
(1)
tehrir
(1)
titliyan
(1)
tlash
(1)
toheen
(1)
too kya hai? ?
(1)
tooty
(1)
tumhyn kisny kha tha
(1)
udaasankhon
(1)
udas
(1)
ujray
(1)
umer
(1)
umerbhar
(1)
ummeed
(1)
veerana
(1)
waadey
(1)
wada
(1)
wapis
(1)
waqia
(1)
warq
(1)
wasal
(1)
wasi
(1)
wasi shah
(1)
wasishah
(1)
wisal
(1)
yad
(1)
yaqeen
(1)
ye to socha b na tha k wo mar jaye ga
(1)
zaahir
(1)
zaanu
(1)
zabt
(1)
zamane
(1)
zehan
(1)
zid
(1)
zidden
(1)
zinda
(1)
zingadi
(1)
zrorat
(1)
zrort
(1)
اشکوں
(1)
اعتبار ٹوٹے تو
(1)
ایسا ہو سکتا ہے نا
(1)
بخت
(1)
بیٹی
(1)
بیچ
(1)
تلاش
(1)
حدوں
(1)
حوصلہ
(1)
حکمران
(1)
خبر
(1)
راستوں
(1)
رنج
(1)
روح
(1)
روشنی
(1)
زخم
(1)
زرا سا فرق ہوتا ہے
(1)
سفر
(1)
سمانوں
(1)
شخص
(1)
شناسا
(1)
صفحے
(1)
طِلسم
(1)
عذاب
(1)
فاصلہ
(1)
فیصلے
(1)
قاتل
(1)
مسیحائی
(1)
ملن کی آرزو کرنا
(1)
منسوب
(1)
موت
(1)
ٹھکانہ چاہتی ہوں
(1)
پاکستانی
(1)
پلکوں
(1)
پہرا
(1)
پیٹ
(1)
چاہت
(1)
۔انسان
(1)
ﺗﻤﮩﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﺘﺎﺋﯿﮟ
(1)
ﺣﻘﯿﻘﺖ
(1)
ﺯﺧﻢ
(1)
ﻧﻮﭺ
(1)
Ray Templates
Popular Posts
-
Donon jahaan teri mohabbat mein haar ke Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar ke Viraan hai maikada khum-o-saaghar udaas hain Tum kya gaye...
-
Churao Nazrein, Churao Daman, Badal K Rasta Barhao Uljhan, Tumhein Duaon Se Phir Bhi Maine Jo Pa Liya To Kya Kero Ge..
-
Aably Pochty Hain Paun Se Kya Mily ga Tumhain Wafaon Se In Munderon Pe Kuch Chiragh B Thy Kon Pochy ga Ab Hawaon Se Bastiyan Zair-e-Aab Aati...
-
suno tum ne kaha tha na mujhe jazba-e-muhabbat se kabi jo tum pukaro gi main uss din loot aaon ga to dekho na!! kai lamhon kai salon kai sad...
-
فرصت اگر ملے کبھی تو پڑھنا مجھے ضرور ناکام زندگی کی مکمل کتاب ہوں
-
Mukamal Chor Do Mujko, Ya Phir Mery He Ho Jao, Muje Acha Nahi Lgta Tumhe Khona, Tmhain Pana,