Saturday, 13 April 2013

Ehsan Kr Gya


Rukhsat hua To Baat Meri Maan kr gya....

Apne Tamaam Dukh MEry Nam kr gya....

Bichra kuch Is Ada sY k rut hI Badal gai....

Ik shakhs saray shehar ko viran kr gaya

Dilchasp waqia hay k kal ik aziz Dost

Apnay mafaad par mujhy qurban kar gaya...

kitni sudhr gai hai judai mai zindagi

Han wo jafa sy mj pr Ehsan kr gya...

Sham-o-Sehar

Itna Socha Hai Tujhe Sham-o-Sehar...

Khud Pr Tere hone Ka Ghumaan Hota Hai..
Friday, 12 April 2013

وہ تو یوں تھا کہ ہم




وہ تو یوں تھا کہ ہم
!اپنی اپنی ضرورت کی خاطر ملے
اپنے اپنے تقاضوں کو پورا کیا
اپنے اپنے اِرادوں کی تکمیل میں
تیرہ و تار خواش کی سنگلاخ راہوں پہ چلتے رہے
پھر بھی راہوں میں کتنے شگوفے کِھلے
وہ تو یوں تھا کہ بڑھتے گئے سلسلے!!
ورنہ یوں ہے کہ ہم
اجنبی کل بھی تھے
اجنبی اب بھی ہیں
اب بھی یوں ہے کہ تم
ہر قسم توڑ دو
سب ضدیں چھوڑ دو!
اور اگر یوں نہ تھا تو یونہی سوچ لو
تم نے اقرار ہی کب کیا تھا کہ میں
تم سے منسوب ہوں
میں نے اصرار ہی کب کیا تھا کہ تم
یاد آؤ مجھے!
بھول جاؤ مجھے!!!



Dil Ka Dard


Arz-E-Niyaaz-E-Ishq Ke Qaabil Nahii.n Rahaa


arz-e-niyaaz-e-ishq  ke qaabil nahii.n rahaa 
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa 

jaataa  huu.N daaG-e-hasarat-e-hastii liye hue 
huu.N shammaa-e-kushtaa daraKhur-e-mahafil nahii.n rahaa 

marane kii ai dil aur hii tadabiir kar ki mai.n 
shaayaan-e-dast-o-baazuu-e-qaatil nahii.n rahaa 

ba-ruu-e-shash jihat dar-e-aa_iinaabaaz hai 
yaa.N imtiaaz-e-naakis-o-qaamil nahii.n rahaaa 

vaa kar diye hai.n shauq ne band-e-naqaab-e-husn 
Gair az  nigaah ab ko_ii haa_il nahii.n  rahaa 

go mai.n rahaa rahiin-e-sitam haaye rozagaar 
lekin tere Khayaal se Gaafil nahii.n rahaa 

dil se havaa-e-kisht-e-vafaa miT ke vaa.N 
haasil sivaaye hasrat-e-haasil nahii.n rahaa 

bedaad-e-ishq se nahii.n  Darata magar 'Asad' 
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa 

Fraib

jhoot kehty ho such samajhti hoon

shoq daikho faraib khany ka ..!!

Kabhi Sametay Ga Wo Mujhe

Main toot phoot gaya jis k hathon se gir kar
Mujhe yaqeen hai kabhi sametay ga wo mujhe paglon ki tarah

Ashk


La-Jawab



Yeh na samajh k mujh main jurat-e-sawaal nahin.........

faqat is baat se darta hoon k tujhy la-jawab na kar doon.......

Mukamal Chor Do Mujko


Mukamal Chor Do Mujko,
Ya
Phir Mery He Ho Jao,
Muje Acha Nahi Lgta 
Tumhe Khona, Tmhain Pana,

Had-E-Lachari


Tumhe jab Yaad karti Hu To khud ko Bhool Jaati Hun..
Had-E-Lachari Dekho…“Naa Tum Mere" Naa Main Apni..

ﺗﻤﮩﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﺘﺎﺋﯿﮟ ﮨﻢ




ﺗﻤﮩﯿﮟ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﺘﺎﺋﯿﮟ ﮨﻢ
ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺯﺧﻢ ﮐﯿﻮﮞ ﺍﺏ ﺗﮏ
ﺗﺮﻭﺗﺎﺯﮦ ﺳﮯ ﻟﮕﺘﮯ ﮨﯿﮟ
ﮐﯿﻮﮞ ﺍﻥ ﺳﮯ ﺧﻮﻥ ﺭﺳﺘﺎ ﮬﮯ
ﺣﻘﯿﻘﺖ ﺻﺮﻑ ﺍﺗﻨﯽ ﮬﮯ
ﯾﮧ ﺟﺐ ﺑﮭﯽ ﺑﮭﺮﻧﮯ ﻟﮕﺘﮯ ﮬﯿﮟ
ﮨﻢ ﺍﻥ ﮐﻮ ﻧﻮﭺ ﺩﯾﺘﮯ ﮨﯿﮟ

Maslehat-Shanaas




Kya maslehat-shanaas tha vo aadmi 'Qateel'...
Majburiyon ka jis ne wafa naam rakh diya....!!

Khabar Ho Jaaye..!!




Zabt Kehta He Khamoshi Main Basar
Ho Jaaye..
Dard Ki Zid He K Duniya Ko Khabar
Ho Jaaye..!!

Churao Nazrein, Churao Daman


Churao Nazrein, Churao Daman, Badal K Rasta Barhao Uljhan,

Tumhein Duaon Se Phir Bhi Maine Jo Pa Liya To Kya Kero Ge..

مجھے سارے رنج قبول ہیں



مجھے سارے رنج قبول ہیں اُسی ایک شخص کے پیار میں
مری زیست کے کسی موڑ پر جو مجھے ملا تھا بہار میں

وہی اک امید ہے آخری اسی ایک شمع سے روشنی

کوئی اور اس کے سوا نہیں, میری خواہشوں کے دیار میں

وہ یہ جانتے تھے کہ آسمانوں, کے فیصلے ہیں کچھ اور ہی

سو ستارے دیکھ کے ہنس پڑے مجھے تیری بانہوں کے ہار میں

یہ تو صرف سوچ کا فرق ہے یہ تو صرف بخت کی بات ہے

کوئی فاصلہ تو نہیں, تیری جیت میں میری ہار میں

Melny Ki Haar Ass K Pechy Un Dekhi Majburi Thi


melny ki haar ass k pechy un dekhi majburi thirah main 
dhasht nhi partta tha chaar gharoon ki duri thi

ankhon ki takmeel hue ya khawabon ki be noori thi
rangon ki jhankar k pechy har tasveer adhuri thi

jazbon ka daam ghutny laga hai baton k ambaar k pechy
phly neshan zad kar lena tha jitni baat zaruri thi

teri shakal k ek sitary ne pal bhar main sargushi ki
shyed maa-ho-saal wafa ki itni si mazduri thi

shakh guman k afsano se na haq phool malool hua
sehan-e-chaman tak khushbu ki har laghzish geer shuri thi

******Barish******


Agli Barish Ka Wada Tha Us Ka, , ,

Me Kis Se Kahun K0i Us Se Kahe K Ajao0
Barish Lout i He,...
Wednesday, 10 April 2013

Nisbat


Barasti barishon se bas mujhe itni nisbat hai
K is tarah ka ek mausam mere andar bhi rehta hai

Tuesday, 9 April 2013

*******Qafle*******


Tm sy bechrny ko ab dill nh hai